Kachiyan Kachiyan Lyrics - Jubin Nautiya ...

Kachiyan Kachiyan Lyrics - Jubin Nautiyal

May 12, 2022

Kachiyan Kachiyan Lyrics - Jubin Nautiyal

Roz raat takiye pe
Aansuon ki baarish hai
Dhadkanein nahi dil mein
Gham ki rihayish hai

Roz raat takiye pe
Aansuon ki baarish hai
Dhadkanein nahi dil mein
Gham ki rihayish hai

Ishq ho barabar ka
Bas yehi thi chahat
Ek taraf bechaini kyun
Ek taraf hai raahatein
Tu soye main taare gina

Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina
Kachiyan kachiyan

Mere labon pe to
Bas hain shikayatein
Milti nahi hain
Kyun dard mein riyayatein

Hmm mere labon pe to
Bas hain shikayatein
Milti nahi hain
Kyun dard mein riyayatein

Yeh toota dil toote
Khwabon ke silsile
Aur kuchh nahi hain
Yeh teri inayatein

Patjhad yahan wahan pe
Gulaabon ke mausam hain
Dhadkanein wahan zyada
Saansein yahan kam hain
Tu soye main taare gina

Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina

Main tere nazdeek
Tu mujhse door hai
Sochta hai dil
Koyi baat to zaroor hai

Main tere nazdeek
Tu mujhse door hai
Sochta hai dil
Koyi baat to zaroor hai

Marzi hai teri
In faaslon mein aakhir
Itna bata kya
Yeh ishqe dastoor hai

Main udaas baitha hoon
Tu khushi baahon mein
Manzilon pe tu hai
Main reh gaya hoon raahon mein
Tu soye main taare gina

Kachiyan kachiyan
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Kachiyan kachiyan hai
Nindra tere bina
Tum ho soye
Yahan pe main taare gina
Kachiyan kachiyan

https://www.lyricsbell.com/kachiyan-kachiyan-lyrics-jubin-nautiyal/

Enjoy this post?

Buy lyricsbull a coffee

More from lyricsbull